Skip to main content

Jindgi ke Rang


Update 01

Hai to Dosto aab aate hai story per mere pariwar mai bas char hi log hai...

Prakash Gupta- Ghar ke Mukhiya aur mere dad umer yahi koi 45 ke aas-pass per dekhne mai 35 se jada koi bhi nahi bata sakta bahut hi shakt mijaj ke aadmi hai in ka aapna business Hai jo ki kaffi fela huya hai jis ke vajah se ye jadatar ghar ke bahar hi rehte hai.

Anita Gupta- Meri mom umer yahi koi 38 per dekhne mai kaffi khubsurat in hone apne ko khub maintain ker ke rekha hua hai dekh ke koi bhi nahi bata sakta ki in ki do aulad bhi ho shakti hai ye ek housewife hai aur pati aur baccho ki khushi hi in ki jindagi hai.

Aman Gupta- Mai ek shandar jaandar jinda dil insan story ka hero aur villan dekhne mai kisi hero ki tarah nahi is ka ek main karan ye bhi hai ki muje showoff kerna pasand nahi hai iseliye hamesa hi dheele kapdo mai ghumta hu ya aise kapde jis se shareer ka jada pata na chale.

Nikita gupta (Nikki)- Pure ghar ki jaan abhi 10th mai hai per ek din bhi agar ye ghar pen na ho to aisa lagta hai ki ye koi bhoot bangla hai kaffi chulbul aur natkhat mere rehte use koi bhi kuch nahi bol shakta chahe phir yo hamare dad hi kyu na ho wo meri jaan hai.

To dosto story mai aur bhi kai logo ki dhasu tarah se entry hogi tab un ke bare mai bata dunga aab aaate hai story pe.

Hum waise to U.P. ke ek gaou se hai waha pe mere dada ke kaffi jamin hai dad bolte hai ki aas pass ke 25 gaou mai jo jamin hai vo jyadatar hamari hi hai aur waha per ek bangla bhi hai jahan mai paida huya tha per aab hum delhi mai rehte hai kyu ki dad ka business Kaffi bad gaya hai isliye unhe jyadatar out of country rehna padta hai.

Maine abhi abhi 12th ke exam diye hai aur result ka wait ker raha hu isliye abhi free hu aur aap log jaante hi hoge ki jab hum free hote hai to kya kerte hai ya to awara gardi ya sona ye hi do kam hote hai to mai bhi in mai se ek bahut hi jaruri kam yani ki so raha the tabhi mere room pe knock huyi mai ne sote huye hi bola kaun to udher nikki ki awaj aayi bhaiya uth jayo 2 baj rahe hai mom lunch kerne ke liye bula rahi hai.

Maine gate khola aur dobara aa ke apne bister pe late gaya aur sone ki koshish kerne laga per nikki muje sone nahi de rahi the aakhir kar maine har maan li aur 15 min ka bol ke kisi tarah samjha bujha ke us ko neeche bhej diya aur mai bathroom mai chala gaya fresh hone aur aapni aadat ke mutabik mai tab apne sath le gaya aur xossip open ker ke story read kerne laga aur bakki ke kam bhi aadhe ghante mai fresh ho ke neeche aaya to mom ka bhashan start ho gaya aur main aapne dono kano mai ungli daal ke baith gaya aur nikki ye dekh ke hasne lagi us ko hasta huya dekh ke muje bhi hasi aa gayi jab mom ne dekha ki muje kuch farak nahi pad raha he to wo kitchen mai chali gayi lunch lane.

Mai aur nikki baith ke tv dekne lage phir hum ne lunch kiya aur mom aram kerne chale gayi aur nikki ne bola ki usko us ki friend sonam ke pass jana ke hai.(sonam nikki ke best friend hai per muje bilkul bhi pasand nahi hai par phir bhi mai nikki ke vajah se us ko jhelta hu) maine ok kha aur maine us ko tyar hone ka bol ke aapne kamre mai aa gaya.

Popular posts from this blog

सियालदाह की एक घटना

मित्रगण, क्या आपने कभी किसी लिबो सिक्के के बारे में सुना है? ये एक चमत्कारी सिक्का है! यदि इसके सामने तेज गति से चलती बस आ रही हो तो ये उसके इंजन को बंद कर सकता है, किसी भी मशीन को रोक सकता है! हाँ, यदि कार्बनपेपर में लपेटा गया हो तो ऐसा नहीं करेगा यह! यदि जलती हुई मोमबत्ती के पास इसको लाया जाए तो उसकी लौ इसको तरफ झुक जाती है! चावल के पास लाया जाए तो चावल इसकी ओर आकर्षित हो जाते हैं! यदि बिजली के टेस्टर को इस समीप लाया जाए तो वो जलने लगता है! आपकी इलेक्ट्रॉनिक घड़ी इसके संपर्क में आते ही बंद हो जायेगी, बैटरीज फट जाएंगी! ए.ए. सेल्स पिघल जायेंगे!  दरअसल इस सिक्के में तीन ऊर्जा-क्षेत्र जोते हैं, जर्मनी में निर्मित एक ख़ास मशीन इसकी इस ऊर्जा को सोखती है! इस मशीन की कीमत दस लाख डॉलर के आसपास है, यदि इस सिक्के को किसी बड़े बिजली के ट्रांसफार्मर के पास लाया जाए तो वो फट जाता है! इसको टेस्ट करने में ०.१ लाख डॉलर का खर्च आता है, और इसका परीक्षण निर्जन स्थान एवं समुद्रीय तट-रेखा के पास ही किया जाता ही! अब प्रश्न ये कि ये सिक्के आये कहाँ से?? और इसमें इतनी शक्ति कैसे है? कौन सी शक्ति? बत...

मई 2012 रोहतक की एक घटना

मई २०१२ का समय था, मेरे पास एक सज्जन आये थे, नाम था अशोक, आये थे जिला रोहतक से, सरकारी मुलाज़िम थे, सीधे सादे और स्पष्ट व्यक्तित्व उनका! साथ में उनकी पत्नी श्रीमती ममता भी थीं, वे भी सरल स्वभाव की महिला थीं, उन्होंने जो समस्या बताई थी उस से मुझे भी झटका लगा था, डॉक्टर्स, अस्पताल सभी चल रहे थे, कई कई परीक्षण भी हुए लेकिन नतीजा सबका वही सिफर का सिफर! समस्या उनकी बड़ी बेटी नेहा में थी, उसको एक आँख से दीखना बंद हो गया था, एक हाथ ने काम करना बंद कर दिया था, बोला जाता नहीं था और खड़े होते ही पाँव सुन्न हो जाता था उसका डायन, डॉक्टर्स की पकड़ में बात या मसला या मर्ज़ हाथ नहीं आ रहा था, पहले पहल तो मुझे भी ये चिकित्सीय समस्या लगी थी, तब मैंने उसका फ़ोटो मंगवाया था, आज ये फ़ोटो लेकर आये थे, जब मैंने फ़ोटो देखा और देख दौड़ाई तो समय उसी में अर्थात नेहा में ही लगी! अब समस्या क्या थी, ये वहीँ जाकर पता चल सकता था, अतः नेहा को देखने के लिए मैंने आगामी शनिवार जो कि दो दिन बाद था, का समय दे दिया, मैं रोहतक पहुंचूंगा करीब दिन में ग्यारह बजे शर्मा जी के साथ, इसके बाद वे दंपत्ति चले गए थे! अब शर्मा जी...

Jindgi ke Rang (Current Update )

Aap tak aap ne pada ki kaise Charlie jack ko aapni baat maane per razi ker leta hai aur Jack ki help kerne ko taiyar ho jata hai . Aab aage**** Saya jaisa ki aap sabhi ne abhi tak pada saye ke bare mai asal mai wo ek tarah ka jeev tha jo jinda bhi tha aur nahi bhi .aap ese ek khas tarah ka jadu keh shakte hai jisse ki banaya jata hai .ese banane mai bahut hi jada takat aur time lagta hai es ki khasiyat ye hoti hai ki ye puri tarah se Energy se bana hota hai isliye es per Physical War koi asar nahi kerte infect es ko chu bhi nahi pate .es liye koi mamuli Fighter es ka samna nahi ker shakta .aisa mana jata hai ki kuch bade Fighter es ka ishtemaal aapne back up power ke liye bhi kerte hai .kaise ye aap ko hamari 2 nd new story Jindgi ke rang aapno ke sang part 02 mai malum pad jayega . Charlie us jaar ko le ker ek baar aur jack ke taraf dekhta hai jaise ki puch raha ho ki kya wo taiyar hai ya aabhi kuch samay aur rukna hai . Jack-suru karo hamare pass jada time ...