Breaking News

Rakhtranjit Anurakti -37

Update:-37

Apini ke kadam upar ke kamre ki ore baḍh chuke the. Wahiṅ Sapna ko samjh me aa chuka tha ki ye ek trap hai, isliye turant uss ne apne mobile se group msg kiya “I am in danger”… aur wahan se bhagne ka rasta dhuṅdh rahi thi. Idhar Apini ke kadam upar baḍh rahe the aur udhar Sapna balcony se niche jane ke liye chadar laṭka chuki thi.

Sapna jaise he balcony se niche jane wali th,i usse upar kisi ke aane ki aahat sunai di aur Sapna ne plan drop karte sidha bathroom me ghus gayi. Bathroom me pani chala kar wo key hole se bahar dekhne lagi.

Apini apne hath me ek packet liye uss kamre ke ander aaya aur bathroom ka darwaja khat-khata kar bas itna kaha.... “kapdey aa gaye hain, bed par rakha hai”... aur itna kah kar Apini bahar chala gaya.

Sapna kuch der tak ussi key hole se jhankti rahi, jab wo khud me puri tasalli ho gayi fir uss ne dhire se darwaja khola aur bade atihat se charo ore najar daurati balcony ke pass pahunch gayi.

“Hey little bird, kahan bhag rahi ho”... achnak he Apini ka hath Sapna ke kandhe par tha, aur usne pichhe se puch diya. Sapna ka kaleja jaise dhak se rah gaya ho, wo 2 kadam pichhe hat’ti.... “dekho mere pass mat aana, mujhe pata hai tumlogon ne mere liye jaal bichhya hai”

Apini, Sapna ke aur close ho kar uske hoton par apna angutha rakh kar, hont ko ander ki ore maslte huye..... ”littile bird, jaise jaal me fans kar far-fara rahi ho”

Sapna, Apini ke hath ko jabardasti apne hoton se hata kar...... “Dur ho jao mujh se, tumhari himmat kaise hui mujhe chune ki”

Apini ek baar fir uss ke pass aa kar, uske hoton ko maslte huye kahne laga..... “Tum mujhe jitna dur karne ki kosis karogi, main utna he karib aata chala jaunga”.

Iss tarah se kisi anjaan ladkey ka chuna Sapna ko irritate kar raha tha. Uss ne Apini ko dhakka de kar khud se dur kiya, aur wahan se bhagne lagi. Ek paun balcony ke boundry par, aur dhar pura niche jhuka jamin ko dekhte. Aur wo ussi pose me khadi rahi.

Apni, Sapna ke juke kamar ko pichhe se aa kar pakrte huye kahne laga...... “Oopsss !!!! Yahan ki chadar kisne nikal diya, bechari fans gayi”.

Sapna ko samjh me nahi aa raha tha ki wo kya kare, aur ab tak wo in logon ka maksad bhi nahi jaan payi thi ki aakhir ye log aisa kar kyon rahe hain. Upar se Apini ka iss kadar se jabardasti karna.....

Sapna khud ko chhurati hui..... “Aakhir tum mujh se chahte kya ho” ?

Apini..... Marne ka dar sab ko hota hai, tum khud ko bachane ke liye 15 fit ki unchai se nahi kud payi, to ummid hai, mera chhuna bhi tumhe bura nahi lagna chahiye. Kyonki hum to tumhe jaan se mar denge.

Sapna, sahmi apne jagah par khadi rahi aur shanti se Apini ko sunti rahi. Sapna, apni najren jhuka kar.... “ Please mujhe jane do, maine kya bigada ha tumhara”. Sapna ki nikli baton me jaise uss ka samarpan chhipaya hua ho. Ek baar fir Apini uss ke karib tha aur uss ke chhati par hath firate huye kahne laga.... "Bas yun he chup chap mera sath deti raho tumhe koi nuksaan nahi hoga". Sapna bas najren niche jhukaye jamin ko dekhti rahi

Sapna apni najren nichi kar jamin ko dekhne lagi. wo samajh chuki thi ki aage kis baat ki mansa rakhta hai Apini. Sapna to bas apni jaan bachana chahti thi, isliye wo bina koi partikirya diye khadi rahi. Pahle jabardasti, fir har chhuan ke sath pighalti Sapna, aakhir kar wo bhi Apini ke iss khel me samil ho he gayi.

Wasna me lipt dono apne kirya me itna magan huye ki Sapna ki iskariyan lambi aur gahri hoti ja rahi thi. Issi bich Sapna ko apne badan par jaise halka dard ka abhash hua ho..... “dhime.... aaahhhhhhhhh, dard ho raha hai”

Aur Sapna iss dard aur maze ke mishran ka maza leti, aakhen mund kar ye moment enjoy karne lagi. Iss maze ke bich badan par dard aur badhta chala gaya. Siskariyan maze aur dard ke mile jule mishran wala nikalne laga. Fir thodi he der me maza gayab tha aur kewal dard ka shor wahan gunjne laga. aur anth me wahan ka pura mahol shant ho gaya.

Raat 10.30 baje

Kaam se free ho kar Sawalker ne Nichal ko apne pass he bula liya. Dono ka aaj fir pine ka plan bana tha, lekin aaj dono disco nahi gaye balki ek kopche me baith kar pi rahe the. Pichhle aadhe ghantey se ek he peg ko dono uthaye, sip-sip me maza lete huye..... Sawalker apni patni ki jyadtiyan par ro raha tha, aur Nischal apna prem viyog alap raha tha.

Achanak he Sawalker ke wireless par emergency massage mila, aur usse turant Sapna ke pichhe jane ke liye kaha gaya. Sawalker jaldi se bacha jam khatam karte.... “chal bhai, aaj ka to ho gaya. Ja kar dekhne de kya gul khila diya commisoner ki beti ne jo, baap ka emerrgency massage aa gaya”.

Nischal.... Thik hai bade bhaiya aap ho aao, main chala apne flat.

Sawalker..... Arre kahan flat jayega chhote, chal usse dhundh kar wapas uss ke ghar pahuncha de aur fir baithak jamate hain.

Nischal.... Chalo ye bhi sahi hai.....

Sawalker kopche se nikala, 2 thane me wireless bhej kar 2 team ko uss area me Sapna ko dhundhne ko kaha, aur khud Nischal ke sath do constable ko le kar nikal gaya. Kafi der tak sab usse dhundhte rahe.... cell phone ke last signal location ke charo ore puri team Sapna ko dhunndhne me lagi hui thi. Kafi der ke baad bhi jab surag nahi mila to khoji kutte ko bula liya gaya.

Sawalker ko to ab tak yahi lag raha tha ki commisnor ki bigdi hui beti ko dhundh raha hai, lekin kutton ki madad se jab Sawalker uss clinic tak pahuncha to uss ke hosh he urr gaye the.

Clinc ke pahle floor ke uss kamre me jaise he Sawalker aur uss ke do constable ander dakhil huye, samne bistar ka najara dekh kar teeno ko ultiyan hone lagi. Kewal gale ke upar ka chehre wala hissa salamat dikh raha tha. Upar khopdi khuli thi aur niche ke sarir ko aisa fara gaya tha jaise kapdon ko far kar faila diya gaya ho, aur ander ka sare body organ gayab.

Nischal jaise he darwaje se pahla kadam ander liya...... Tej sans ander aur, najre ghuma kar charo ore dekhne laga. Kuch bhayanak, bahut he bhayanak hone ghatna, aur uss ka natija bilkul aakhon ke samne tha.

Nischal ek-ek kadam aage badhata Sapna ke lash tak pahunha. Hath ko lash ke 2 inch upar rakha Aur paun se le kar sir tak hawa me hath firane laga.....

Wo bade dhyan se uss mahol par vichar karne laga. Kafi ander wo uss mahol me ghusta chala ja raha tha. Aakhon ke samne kuch bhi clear nahi tha, lekin dhundhli si parchhayi me khun se sani Sapna ka dhar najar aa raha tha aur usse giddh ki tarah noch rahe kai log.

Nischal uss mahol me itna ander ghus chuka tha ki usse ye ehsaas na raha ki, jo chijen wo apne anterman se dekhne ki kosis kar raha hai, uss ke liye wo taiyar nahi hai. Nischal ki sasen jaise atak-atak kar ander-bahar ho rahi thi aur naak se khun ki dhar chalne lagi thi.

"Ye aise kyon kar raha hai. Kuch bhi ho pahle isse yahan se bhejna hoga, warna ajib si harkat karne ka kahin isse jurmana na bhugtna pad jaye".….. Sawalker...... "Nischal tum yahan se jao, ye ek murder spot hai aur hume yahan par kuch protocols follow karne padte hain" .

Sawalker ki baton se Nischal ka dhyan toota Aur jab wo apne anterman se bahar nikla to tej-tej sasen lene laga. Khud ko thoda normal karte Nischal bhi kahne laga..... "Hmmm !!!!! Thik hai main ja raha hun. Waise murder ab se 10 min pahle he hua hai" .

Nischal jab bahar aaya to wo bas Sapna ke bare me he soch raha tha. Usse samjh me nahi aa raha tha ki aakhir itni kururta se kaun aise kaam ko anjaam diya hoga. Wo sari baton par gaur karte flat pahuncha.

Agli subah college parking ke bahar....

Kasak aur Jivisha dono college jane ke liye sath nikli thi. Jivisha pichle sam ki ghanta par ab bhi soch rahi thi aur chehre se kuch jyada he hairan dikh rahi thi. Kasak uss ke mathe par aaye chinta ki lakid ko bhanp gayi..... "Kya hua aise ghabrayi si kyon hai"

Jivisha.... Kasak kal raat mujhe kya hua tha. Mujhe baar-baar Nischal kyon najar aa raha tha, wo bhi mere galon ko chumte.

Kasak.... Tu pagal ho jayegi, aur kuch na hoga tera. Mujhe lagta hai tujh par uss first kiss ka asar hua hai, isliye tumhe aisa lagta hai ki Nischal ab tum se kiss ka badla kiss se lega, aur issi wajah se tumhare man me bas bharam paida ho gaya hai.

Jivisha.... Dekh Dekh aisa laga jaise wo abhi mere pass se gujra hai. Ye mere sath ho kya raha hai. Mujhe har jagah Nischal he kyon dikh raha.

Kasak.... Jivisha ye kewal bharam hai tumhara. Ab please uss ke bare me sochna band kar. Aur haan, yadi fir wo aas-pass dikhe to usse itna jor se marna ki uski nani yaad aa jaye.

Jivisha.... Lekin wo to bharam hai na mera, fir usse chot kahan se lagegi.

Kasak..... Arreee Nischal ko chot lage ki na lage par uss ke bharam ko to ghayal kar he sakti hai.

Jivisha.... Good idea.

Idhar Nandni, Nischal se..... "Kyon kal raat se usse padesan kar rahe ho"

Nischal.... Jab wo mere bare me sochti hai, to bahut pyari lagti hai. Ek baar aur usse padesan kar ke aata hun.

Nandni..... Arre sun Nischal jane de, jyada tang karna achhi baat nahi hai... Sun to, ruk ja. Gadha kahin ka, main to ja kar Jivisha ko sab sach - sach bata deti hun.

Nandni bhi gusse me nikli Jivisha ko sab sach-sach batane. Nischal to raftar se nikla tha aur Nandni apne normal chal se chali...

Nandni unke karib pahunch rahi thi. Jaise-jaise wo aage badh rahi thi usse bada ajib sa lag raha tha. Nischal usse jamin par gira hua najar aa raha tha aur aisa lag raha tha Kasak aur Jivisha unke pass baithi hai.

Nandni jab aur pass pahunchi to awazen bhi saf sunai dene lagi..…. "sorry thodi misunderstandings ho gayi thi. Kal se main kuch padesan thi. Tumhe main samjha nahi sakti ki kal se kya ho raha hai mere sath".

Nandni...... Kya hua Nischal aise jamin par kyon para hai, aur Jivisha sorry-sorry kyon kahe ja rahi.

Kasak.... Darasal kal se Jivisha ko ye bharam ho raha tha ki....

Jivisha, bich me he usse rokti..... "Kasak tu itni jhalli kaise ho sakti hai".

Kasak.... Par ye to Nandu hai na Jivisha, iss se kya chhipaya.

Jivisha.... Haan to baad me bata dena meri bahna, abhi yahan par Nischal bhi hai.

Nandni..... Kya confusion hai yaar. Ok, tum dono class jao main isse le kar aati hun.

Jivisha jate huye..... "Sorry Nischal, main tumhe chot pahuchana nahi chahti thi"

Jivisha pachtawe me bolti wahan se nikal gayi. Unke jate he Nandni, Nischal par jor-jor se hasti.... "Aaya maza, boli thi na ki jyada mat kar, jyada mat kar pakda gaya na"

Nischal..... Hans mat car lao, hume abhi flat chalna hoga.

Nandni..... Tu kya subah subah chadha kar aaya hai jo wapas ghar chalne ki baat kar raha.

Nischal...... Nahi main sach kah raha hun. Mujhe kafi chot aayi hain, 2/3 haddi bhi chatak gayi hai.

Nandni.... Teri... Haddi chatki hai.… Jivisha ke achanak marne se. Ab bahane band kar....

Nischal..... Tum pagal ho kya? Tumhe kya lagta hai, tab se main jamin par leta nagin dance practice karne ki soch raha hun. Ahhhhh haddiyan tooti hain aur mai uth bhi mahi pa raha. Ab jao aur car le kar aao.

Nandni "aanhhhhh" kar ke apne gusse ka izhar ki aur wahan se parking me chali gayi. Aur Nischal abhi achanak huye iss ghanta ko samjhne ki kosis karne laga.

Aankhen mund kar wo uss pal ko yaad karne laga jab wo badi teji se aage badh raha tha. Ab Nischal ne dhyan lagana shuru kiya.

Wo aage badh raha tha. Uski speed unmatched thi. Par jaise he wo Jivisha ke pass pahuncha..... Abhi usne apna hona jahir nahi kiya, lekin Jivisha fir bhi uss ke ore mudi, najren mili, aur fir sab blank.... Jahan me uss ke baad ki tasveer nahi.
.

"Ye kaise tej-tej sasen le raha hai, tu thik to hai na".... Nischal dhyan laga liya tha jis wajah se uss ki tej-tej sasen chalne lagi thi. Dhyan toot'te he Nandni ke baat ka bina koi jawab diye car ke gate ko pakad kar khada hua.... "ghar chal"

Nandni drive karti..... "Hospital chalun kya"

Nischal..... Nahi hospital gaye to unhe mere bare me pata chal jayega. Tum flat he chalo.

Nandni.... Par Jivisha ke marne se tumhari haddiyan toot gayi, ye baat meri samjh se pare hai.

Nischal.... Ye baat to main bhi samjhne ki kosis kar raha hun ki uss waqt aakhir hua kya tha....

Nandni.... Matlab kya hai tumhare kahne ka. Tumhe yaad nahi kya hua tha?

Nischal.…. Mujhe bas itna yaad hai ki main Jivisha ke thik pichhe tha. Uss ke baad Jivisha mere ore mudi hai aur fir yaad nahi kya hua.

Nandni...... Ho sakta hai accident ke waqt jaise dimag kaam karna band kar deta hai aur dimag me thik accident ke waqt ki tasveer nahi hoti, waisa he tumhare sath hua ho..... Lekin baat to ghum fir kar wahin aa jati hai, Jivisha itna tej humla kaise kar sakti hai... Kahin wo Alian to nahi, jis ne tum par humla kiya....

Nischal...... Sahi pakdi ho, ho na ho ye Jivisha ke vesh me alian he tha. Lekin ye wo alian me se ek nahi jo Kasak ke room me tha. Ye to bahut he takatwar aur kafi furtila hai. Aur haan, sayad inko ye aabhas ho jata hai ki koi pichhe se aa raha hai....

Nandni..... Agar ye Jivisha alian hai to asli Jivisha kahan hai. Nischal ye sari ghatnayen tumhare aane ke baad he ho rahi hai. Tum he ne in sab ko humare pichhe lagaya hai.…

Nischal...... Nalayak ladki, uss raat jaan bachaya wo bhi bhul gayi, aur ulta mujh par ilzam laga rahi hai.

Nandni..... Tum he ne karwaya hai to tum kyon nahi jaan bacha sakte, mujhe to ab sari ghantnao me tum par he shaq ja raha hain.

Nischal..... Nandni ek min jarra pass aao.

Nandni.... Pass kyon aana hai, tum ab kya mujhe mar dialoge...

Nischal.... Main to nahi marunga, lekin tumhare sir par ek jahrila kida hai wo tumhe maar dega.

Nandni ne jaise he jahrila kide ke bare me suni, wo dhire-dhhire apne sir ko Nischal ke karib le aayi.... "Dekh kar hatana, kahin ye kida mujhe kate na le"

Jaise he Nandni thoda aage jhuki, waise he "Chatakkkkkk" ek thappad Nandni ke gaal par padi........... "Ummid hai ab akal thikane aa gayi ho, nahi aayi hai to bol main dobaara treatment shuru karun".

Nandni gadi rok kar Nischal par bhadakti usse marne lagi, Nischal usse shant karta dhyan se uss ki baat sun'ne ko kaha. Fir uss ne kal raat Sapna wala kand ko batate huye kahne laga.....

"Bahut he kurur narbhakshi tha wo. Kahin Jivisha ke vesh me wahi narbhakshi to nahi chhipa hua hai".

Jaise he Nischal ne ye samiksha kiya, Nandni ke to paun tale se jamin khisak gayi. Usse Jivisha ki chinta satane lagi..... . "Yadi ye nakli Jivisha hai to asli kahan hai... Kahin usse bhi to Sapna ki tarah" ......

Nischal..... Iss ka pata kaise lagaya ja sakta hai....

Nandni.... Ek takrib hai, tum to kisi ke bhi dimag me jhank sakte ho na to kyon na iss alian wale Jivisha ke man me jhank kar tum dekho....

Nischal.... Lekin iss vidya me main nipun nahi hun.....

Nandni..... Haan to thik hai, tum wo apne guru ji ki kitab le aao. Ho sakta hai hum dono uss par kaam kare to koi naya rasta nikal aaye.

Idhar college me......

Jivisha ko ander se bilkul bhi achha nahi lag raha tha, wo bas issi baat ko soche ja rahi thi ki, bharam wale Nischal ko chot pahunchane ke chakkar me bechara original ko chot lag gayi.

Halanki wo bhi ye tay nahi kar pa rahi thi ki kewal uss ke chhote se dhakke se, aakhir Nischal itni tej gir kaise gaya. Lekin usse kya pata tha ki uss ki ikchha shakti kitni prabal hai.

Raste bhar wo Nischal ke bare me he sochti rahi. Class ke ander aaj jab Kunal aaya uss ke pass baithne to wo usse kahin aur ja kar baithne ke liye bol di. Ander sirf yahi khyal chal raha tha ki Nischal yadi uss ke pass aa kar baith'ta hai to wo usse sorry bol degi.

Khair pure periods intzar ke baad bhi jab wo aur Nandni nahi dikhi to Jivisha ko chinta satane lagi. Uss ne turant Nischal ka haal puchne ke liye Nandni ko call laga diya.

Jivisha ka call jab Nandni ke pass pahuncha tab wo dono sabhi baton ki samiksha kar rahe the, aur jaise he guruji ke kitab ki baat samapt hui waise he Jivisha ka call Nandni ke pass aa gaya.

Sachai ka pata lagane ke liye Nandni bhi uss accident ko bahut bara batati Jivisha ko apne ghar bula liya, taki aaj he iss mamle lo nipta liya jaye.

Idhar Sawalker ke upar media aur superiors ka itna jyada pressure aa gaya ki usse iss case ko jald se jald, har haal me solve karna tha. Katil ne apni haiwaniyat ke sath-sath dimag ka bhi saboot diya tha.

Forensic janch kar rahi team ko janch karte 12 ghante ho chuke the par iss case se juda ek bhi surag unke hath nahi laga tha. Sawalker ko rah-rah kar Nischal ki wo harkat yaad aa rahi thi jo usne lash ke upar apna hath rakh kar kiya tha....

Uss ke dimag me ek sandeh sa paida hone laga tha. Usse kahin na kahin ye ehsas ho raha tha ki ho na ho Nischal aise mahol se kafi jyada wakif hai. Apne case me help ke irade se Sawalker bhi Nischal se milne uss ke flat ke ore chal diya

Share This Article:

, ,

CONVERSATION

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();